Wednesday 12 October 2011

Aankhe

Wo husn muzasm kamal uski ankhe,sarapa muhabaat jamaluski aankhe
jhukaye to lagti hai jewar haya ka ,uthaye to kare phir sandal uski ankhe
mile to mai dono jaha de ke le lo,wo chehra wo julfe wo gaal uski aankhe
agar koi puche ki duniya  se kya hai,diwana kahega ki misal uski ankhe
un ankho ke ke kajal mai duba hu shayad,ajab phir chali hai chal uski anhke

No comments:

Post a Comment