Thursday 26 April 2012

Atul ajnabi


usne Badi sadgi bade salike se kam liya jata hai
Diya jalake andhero se itefaq kiya jata hai
Humne jab aithbar kiya sard raat mai
Suraj udas ho gaya bus itni si baat par
Ek roshni si fail gai kayanat mai
Jab usne apna haath rakha mere hath par
Sabki awaz se awaz milane wala
Waqt padne par nahi saath nibhane wala
Ghar ka darwaza is anaz se khola
Mai nahi jase koi aur tha anew ala
Hawa ye dhoop ye baal mai nahi ho sakta
Tere kitab ka ek paana mai nahi ho sakta
Mere baigair mukumaal hai dasta teri
Tere baigair mukammaal mai nahi ho sakta
Waqt ke saath pyaaar mai kami aa jati hai
Puri taqat meri patwar mai aa jati hai
Jab gazal meer ki padta hai padosi mera
Ek name si meri diwar mai aa jati hai

No comments:

Post a Comment